Wah sahab maza aa gaya Maharashtra ke nehayat mumtaz afsana nigar Janab Noorul Husnain sahab ke ek sath teen afsane padhne ko mile ,Her kahani ek naya asloob aur ek naya mauzu liye huwi thi .Samajh men nahi aata aap ka kaisa shukriya ada karen ,Janab mai Slam bin Razzaq aur Noorul Hunain ke afsanu par taqabali miqala likh rahi hun .Kiya aap Slam sahab ke bhi afsane hum tak pahunch sakenge . Shukriya. Ayesha afreen
از راہ کرم کوشش کیجئے کہ اردو زبان میں اپنی رائے کا اظہار کریں اگر آپ کے کمپیوٹر میں اردو کی سہولت موجود نہیں بھی ہے تو آپ کسی بھی اردو ایڈیٹر مثلاٰ www.urdueditor.com پر جاکر اردو میں ٹائپ کر کے یہاں چسپاں کر سکتے ہیں۔

ReplyDelete